Aaj Ka global market Ka Jaiza US Time Ke Mutabiq**US Dollar Index**1. Agar qeemat $105.4 se upar chali jaye, to yeh $105.9 tak pohanch sakti hai.2. Agar qeemat $105.2 se neeche chali jaye, to yeh $104.7 tak gir sakti hai.**S&P 500 Futures**1. Agar qeemat $5490 se upar chali jaye, to yeh $5500 ya is se bhi zyada tak jasakti hai.2. Agar qeemat $5470 se neeche chali jaye, to yeh $5450 tak gir sakti hai.**Bitcoin Outlook**1. Agar qeemat $65k se upar chali jaye, to yeh $66k ya is se bhi zyada tak jasakti hai.2. Agar qeemat $64.6k se neeche chali jaye, to yeh $64k tak gir sakti hai.**Ethereum Outlook**1. Agar qeemat $3400 se upar chali jaye, to yeh $3500 tak pohanch sakti hai.2. Agar qeemat $3560 se neeche chali jaye, to yeh $3282 tak gir sakti hai.Update explaimed;Kal ke US session mein stocks ooper gaye, magar crypto market ne neeche ki taraf move kiya. Yeh aik fikar mand karne wali baat hai, magar Bitcoin negative price action ke bawajood bhi kaafi mazboot raha hai.Bohat se altcoins 5-10% neeche hain, magar Bitcoin sirf 2% ke qareeb neeche hai aur $65k ke level ko strongly hold rakha hua hai. Bitcoin ka market structure ab bhi bullish hai $57k se upar, is liye ab bhi kaafi jagah hai bearish hone se pehle. Lekin agar $64K cleanly break ho gaya, to hum $62k ya $60k ke qareeb phir se ja sakte hain. Main aaj recovery ki umeed kar raha hoon ummeed data per kyun ke risk/reward Bitcoin aur Ethereum ke liye simple hai. Agar BTC ya ETH kal ke lows se neeche break karte hain, to main trades exit kar lunga. Ideal ye hai ke yeh kal ke lows se upar rehte hain aur week ke end tak ooper move karte hain. Dekhte hain kya hota hai.

$BTC $SOL $BNB #BinanceTournament #BinanceTournament #AirdropGuide #altcoins #BlackRock